Hoon Mein Nadim Gunahoon Par Ya Rab Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Hoon Mein Nadim Gunaahon Par Ya Rab Lyrics

Hoon mein nadim gunaahon per Ya Rab (SWT),
Mujh pe rehmat ki ho nazar Ya Rab (SWT).

Jitni ghariyan hon umer ki baaqi,
Aafiat say woh hon basar Ya Rab (SWT).

Khof aata hai kanp uthta hon,
Yaad ata hai jab safar Ya Rab (SWT).

Aah badkaarian barheen had say,
Ban chuka qalb bhi hajar Ya-Rub (SWT).

Tu gunahagar per raham/karam farma,
Behr-e-Siddiq (Radi Allah Anhu) ore Umar (Radi Allah Anhu) Ya Rub (SWT).


Bakhsh day mujh ko bay sabab mola,
Or jannat (heaven) mein dei day ghar Ya Rab (SWT).

Khatima Mustafa (SAW) kay qadmon per,
Mera imaan per tu kar Ya Rab (SWT).

Rooh niklay gi jhoom kar meri,
Hogi Deed e Huzoor(SAW) gar Ya Rab (SWT).

Day Jawar e Nabi(SAW) mein ja mujh ko,
Na phira mujh ko dar badar Ya Rab (SWT).

Hajj ka har saal day sharaf Mola (SWT),
Saath murshid kay ho safar Ya Rab (SWT).

Murshidi saath lay chalein Taiba,
Aarzoo aaye meri bar Ya Rab (SWT).

Saaminay subz sabz gumbad ho,
Jab uthaaoon jidhar nazar Ya Rab (SWT).

Ishq e Sarkar(SAW) say ho dil roshan,
Na mile mujh ko maal o zar Ya Rab (SWT).
Bas Ishq e Sarkar(SAW) say ho dil roshan.

Ishq meethay madinay ka Mola(SWT),
Mujhe hasil hoo is qadar ho Ya Rab (SWT),
Kay jab kahin bhi ho zikr Taiba ka,
Aankh ho jaaye meri tar Ya Rab (SWT).

Ho kay razi Ubaid se Malik (SWT),
Har khata kar tu dar guzar Ya Rab (SWT).

Day Baqi mein UbaidUrdu Na’at Information:
Sana Khawan: Owais Raza Qadri
Written By: Ubaid-e-Raza


More Islamic Lyrics

  1. Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Lyrics - Mohammad Mushtaq Qadri
  2. Tajdaar-e-Haram (Salaam) Lyrics - Milad Raza Qadri
  3. Mawlaya (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  4. Hajio Aao Shahenshah Ka Roza Dekho Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Neredesin (Turkish Version) Lyrics - Maher Zain
  6. I’ve Seen Lyrics - Outlandish
  7. Du’a Lyrics - Sami Yusuf
  8. Kaash Abbass Na Maray Jaatay Lyrics - Dhamani Sisters
  9. Redemption Song Lyrics - Raef
  10. Ahmad Ya Habibi Lyrics - Ahmad Hussain
  11. Broken Lyrics - Zain Bhikha
  12. Eid-un Sa’Eid Lyrics - Zain Bhikha
  13. Make Me Strong Lyrics - Sami Yusuf
  14. Allah Jaanta Hai Lyrics - Fez Meghani
  15. Kiya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  16. I Think of You Lyrics - Mesut Kurtis
  17. I’m In Love Lyrics - Aashiq al-Rasul
  18. After Hardship Comes Ease Lyrics - Saif Adam
  19. Allah’s Watching Me Lyrics - Asif Choudhury
  20. Lughat Al’Aalam Lyrics - Humood Alkhudher
  21. Koi Aaye Koi Jaye Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  22. Allah Tera Shukar Hai Lyrics - Abdul Hameed Rana Soharwardi
  23. Subha Taiba Mein Hui Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Durood e Taj Lyrics - Durood Shareef
  25. Muhammad (Pbuh) Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

4 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
4
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x