Gunaahon Ki Aadat Chura Mere Mola Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Gunaahon Ki Aadat Chura Mere Mola Lyrics


Gunaahon ki aadat chura mere mola,
Mujhe naik insaan bana mere mola.

Jo tujhko, jo teray Nabi ko pasand hai,
Mujhay aisa banda bana mere mola,
Mujhe naik insaan bana mere mola.

Tu masjood mera, mein sajid hoon tera,
Tu malik mein banda tera mere mola,
Mujhay neik insan bana meray mula.

Tu lay ga agar adl se kaam apne,
Mein hoon mustahiq naar ka mere mola.

Jo rehmat teri shaamil-e-haal ho to,Molaaaaa, Molaaa, Molaaa, Molaaa,
Thikana hai jannat mera mere mola (Ameen).

Tujhe to khabar hai mein kitna bura hoon,
Tu aibun ko mere chupa meray mola,
Mujhe naik insaan bana mere mola.

Meri ta-qiamat jo naslein hoin Ya Rab (SWT),
Hon sab Ashiq-e-Mustafa (SAW) meray mola,
Mujhe naik insaan bana mere mola.

Na muhtaj kar tu, jahan mein kisi ka,
Mujhe muflisi say bacha mere mola.

Hain kaabay pe nazrein Ubaid-e-Raza ki,
Ho maqbool har ek dua mere mola.
Mujhe naik insaan bana mere mola.

Urdu Dua Information:
Sana Khawan: Owais Raza Qadri
Written By: Ubaid-e-Raza
Copyright Owner: Geo Television Pakistan


More Islamic Lyrics

  1. Khuloos Ki Roshnai Lay Ker Lyrics - Wazir Syed
  2. Ya Zal Jalali Wal Ikram Lyrics - Urdu Hamds
  3. Tu Shah e Khubaan Tu Jaan e Janaan Lyrics - Milad Raza Qadri
  4. Idhar Bhi Nigaahe Karam Ghous-e-Azam Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Ya Rasul Allah (Part 2) Lyrics - Sami Yusuf
  6. Change our Hearts Lyrics - Abdullah Rolle
  7. Dil Main Ishq e Nabi Lyrics - Milad Raza Qadri
  8. Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa Lyrics - Hooria Rafiq
  9. Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Lyrics - Owais Raza Qadri
  10. Oh Allah Lyrics - Fez Meghani
  11. Dryer Land Lyrics - Sami Yusuf
  12. The Source Lyrics - Sami Yusuf
  13. Freedom Lyrics - Maher Zain
  14. I’m Your Hope Lyrics - Sami Yusuf
  15. Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan Lyrics - Various Artists
  16. Wedding Nasheed Lyrics - Labbayk
  17. This Man Lyrics - Tom Robertson
  18. Rang Day Moula Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. Ring in the Desert Lyrics - Gaith Adhami
  20. Ellahi Lyrics - Zain Bhikha
  21. Aa Gaye Muzdah Shafa’at Ka Sunaanay Waalay Lyrics - Owais Raza Qadri
  22. My People Lyrics - Yusuf Islam
  23. Every Beat Lyrics - Aashiq al-Rasul
  24. Ya Elahi Har Jagah Teri Ata Ka Saath Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Turn to Allah Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

146 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
146
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x