Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics - Aamir Liaquat

By: 

Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics

Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah
Allaho Allahoo Allaho Allaho Allahho Allah

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah…

Kyun aankh milayee thi, kyoon aag lagayi thee
Kyun aag lagayee thi…
Aab rukh ko chupa baithay kar kay mujhay deewana.

Bekhud Kiye Dete Hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah…

Zahid meri kismat mein sajday hain usi dar kay
Sajday hain usi dar kay…
Chuta hai na chuthay ga sange dar e janana.

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah…

Kiya lutf ho mehshar mein main shikway kiye jaoon
Main shikway kiye jaoon…
Woh haskay kahay jayein deewana hai dewana.

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah…

Saaki teray aatay hee yeh josh hai masti ka
Yeh josh hai masti ka…
Sheshay pay gira sheesha pemanay paymana.

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah…

Maloom nahin baydam mein kon houn aur kiya hoon
Mein kon houn aur kiya hoon…
Youn apnoon main apna houn baiganoon mein baygana.

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah
Allaho Allahoo Allaho Allaho Allahho Allah


More Islamic Lyrics

  1. 99 Names of Muhammad Lyrics - Beautiful Names
  2. Ahl Al Bayt Lyrics - Nader Khan
  3. Zahe Muqaddar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  4. Meri Zanjeer Na Kehncho Lyrics - Shahid Baltistani
  5. Khair Karam Wala Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  6. Imagine Lyrics - Adam Ali
  7. Provu Tumi Amari Lyrics - Labbayk
  8. Don’t Wanna Be Afraid No More Lyrics - Noor
  9. I Need Your Help Lyrics - Wajid Akhtar
  10. Mere Aaqa Nigaah-e-Karam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. Main Madine Chala Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. Kamli Wale Deh Darbar Di Gal Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  13. Teri Mehfil Mein Chala Aya Hun Lyrics - Syed Zabeeb Masood
  14. Marhaba Ya Mustafa Lyrics - Ahmad Hussain
  15. With You Lyrics - Raef
  16. Hazri Abbass Ki Lyrics - Dhamani Sisters
  17. Departure Lyrics - Gaith Adhami
  18. Climb With Me Lyrics - Gaith Adhami
  19. Ya Mustafa Lyrics - Sami Yusuf
  20. Aao Parhein Qur’an Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  21. My People Lyrics - Yusuf Islam
  22. Together We Pray Lyrics - Labbayk
  23. It’s Jumuah “Friday” Lyrics - Raef
  24. Wah Kiya Joodo Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  25. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

57 Comments
Newest
Oldest Most Voted
57
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x