Kaun Hai Sarwar E Deen Lyrics - Milad Raza Qadri

By: 

Koun Hai Aie Sarwar E Deen Lyrics

Kaun heh eh sarware deen, teray jaisa koun hai?
Juztay resham, suduha ki, shaan wala koun hai?

Yeh to hai aaqa tumharay naam hi ki barkatein
Hum faqeeroon ko wagarna bheek deta koun hai?

Tu kareem e do jahan hai mein faqeer e na taman
Tujh sa data koun hai ore mujh sa mangta koun hai?

Sadqa apnay ladloon ka aik rehmat ki nazar
Rehmatoon walay Nabi mera sahara kon hai?

Laj walay laj rakhna tera kehlata houn main
Mujh say baykas benawa mangtay ka data kon hai?

Haath say daman na chootay Mustafa ki aal ka
Is gharanay kay ilawa, mera tera koun hai?

Yaad ker Zahid makan say lamakan ka woh safar
Kis ka dam sidra pay touta, aagay pounhcha koun hei?

Panjtan ka naam lewa houn koi mujrim nahin
Duniya walo unsay aala unsay acha kon hei?

Naam lewa houn Nabi ka ore Nabi ki aal ka
Koi batlaye Niyazi mujh say acha kon heh?

Na’at Information

Artist: Milad Raza Qadri
Album: Taskeen-e-Rooh-o-Dil


More Islamic Lyrics

  1. Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar
  2. Naat Sarkar Ki Parhata Hoon Mein Lyrics - Milad Raza Qadri
  3. Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Valley of Musk Lyrics - Gaith Adhami
  5. The Way of Love Lyrics - Maher Zain
  6. Homecoming Lyrics - Gaith Adhami
  7. Baraka Allahu Lakuma Lyrics - Maher Zain
  8. The Passing Traveller Lyrics - Zain Bhikha
  9. I’m In Love Lyrics - Aashiq al-Rasul
  10. Heal the World Lyrics - Zain Bhikha
  11. Huzoor Mujrim Khara Hai Dar Per Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. Oh Ali What Has Now Happened Lyrics - Voices Of Passion
  13. Rasool’Allah Lyrics - Harris J.
  14. [Rabbee] I’m Yours Lyrics - Raef
  15. Bagh e Jannat Key Hein Lyrics - Milad Raza Qadri
  16. Mawlaya Lyrics - Maher Zain
  17. Mazagh Nigahon Nein Lyrics - Milad Raza Qadri
  18. Falak Kay Nazaaro Lyrics - Abid Qadri
  19. Mitho Naalo Muhammad Jo Lyrics - Farhan Ali Qadri
  20. Aye Khuda Lyrics - Ahmad Hussain
  21. Palestine Will Be Free Lyrics - Maher Zain
  22. Pohnchoon Dar e Sarkar Pe Chaha To Yehi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Better Day Lyrics - Zain Bhikha
  24. The Remedy Lyrics - Native Deen
  25. Hum Hain Iltaja Wale Lyrics - Syed Altaf Shah Kazmi

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

41 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
41
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x