Hum Ko Bulana Ya Rasoolallah Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Hum ko bulana Ya Rasool Allah Lyrics in Written Urdu & Roman English

Hum ko bulana Ya Rasool Allah
Hum ko bulana Ya Rasoolallah.
hum ko bulana ya rasool allah

Kabhi to sabz gunbad ka ujala hum bhi dekhein gay
Hamein bulwaein gay Aaqa madina hum bhi dekhein gay.
kabhi to sabz gunbad ka ujala hum bhi dekhein gay

Dharak uthay ga yeh dil ya dharakna bhool jaye ga
Dil e bismil ka us dar par tamasha hum bhi dekhain gey.
tarap uthay ga yeh dil ya dharakna bhool jaye ga

Adab say hath bandhay unkay rozay per kharay houn gay
Sunehri jaliyoon ka youn nazara hum bhi dekhein gay.
adab say hath bandhay unkay rozay per kharay houn gay

Dar e dolat say lotaya nahin jata koi khali
Wahan khairat ka batna Khudaya hum bhi dekhein gay.
dar e dolat say lotaya nahin jata koi khali

Barasti gunbad e khizra say takrati hoi boundein
Vahan per shaan say barish barasna hum bhi dekhein gay.
barasti gunbad e khizra say takrati hoi boundein

Guzaray raat din apnay isi umeed per hum nay
Kisi din to jamal e ruey zaiba hum bhi dekhein gay.
guzaray raat din apnay isi umeed per hum nay

Dam e rukhsat qadam maan bhar kay hein mehsoos kertay hain
Kisay hai jakay lout aanay ka yara hum bhi dekhein gay.
dam e rukhsat qadam maan bhar kay hein mehsoos kertay hain

Puhanch jayein gay jis din aie ujagar unkay qadmoon main
Kisay kehtay hain janat ka nazarah hum bhi dekhein gay.
puhanch jayein gay jis din aie ujagar unkay qadmoon main


More Islamic Lyrics

  1. Muhammad Nabina Lyrics - Hamada Helal
  2. Alwida Alwida Mahe Ramzan Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  3. Aao Parhein Qur’an Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  4. Ya Taiba Lyrics - Various Artists
  5. A New Day Lyrics - Labbayk
  6. Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Morning Musk Lyrics - Gaith Adhami
  8. Jab Aaye Jahan Main Muhammad Lyrics - Akram Aslam Sabri
  9. Bookshelf Lyrics - Gaith Adhami
  10. Lut Kay Aayi Hoon Mein Nana Jaan Lyrics - Hashim Sisters
  11. Allah Ya Moulana Lyrics - Maher Zain
  12. Worth It Lyrics - Harris J.
  13. Dragged from Karbala Lyrics - Voices Of Passion
  14. Al Qudsu Tunadeena Lyrics - Ahmed Bukhatir
  15. Ca C’est La Vie Lyrics - Zain Bhikha
  16. Ghar Lut Gaya Lyrics - Mesum Abbas
  17. My Beloved Lyrics - Ahmad Hussain
  18. Ramadan Is Here Lyrics - Native Deen
  19. Hazir Hain Hazri Mein Lyrics - Dhamani Sisters
  20. Oh Allah Lyrics - Tom Robertson
  21. Ya Rabbi Ya Rahman Lyrics - Ahmad Hussain
  22. Wherever You Are Lyrics - Sami Yusuf
  23. Qasida e Mairaj for Shab e Meraj | Shabe Miraj Lyrics - Special Collection
  24. Na Ho Aaram Jis Bimar Ko Lyrics - Farhan Ali Qadri
  25. Dar-e-Nabi Par Para Rahoon Ga Lyrics - Hooria Rafiq

COMMENTS

Subscribe
Notify of

231 Comments
Newest
Oldest Most Voted
231
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x