Naimatain Banta Jis Simt Woh Zeeshan Gaya Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi

By: 

Naimatein Baant Ta Jis Simt Woh Zeeshan Gaya Lyrics

Ne’amatein baant ta jis simt woh zeeshaan gaya,
Saath hi munshiaey rehmat ka qalam daan gaya

Naimatin Banta Jis Samat

Le khabar jald ke ghairon ki taraf dhiyaan gaya
Mere Maula mere Aqa tere qurbaan gaya

Dil hai woh dil jo teri yaad say ma’moor raha
Sar hai woh sar jo tere Qadmon pe qurbaan gaya

Unhein jana unhein mana na rakhha ghair se kaam
Lillah Al Hamd main duniya se Musalmaan gaya

Jaan o dil hosh wa khirad sab to Madinay pahonche
Tum nahi chalte Raza sara to samaan gaya

Aah woh aankh ke nakaame tamanna hi rahi
Hai woh dil jo tere dar se pur arman gaya

Aur tum par mere Aqa ki Inayat na sahi
Najdiyo! Kalmah padhane ka bhi ehsaan gaya

Aaj le unki Panah aaj madad maang unse
Phir na maanege Qayamat mein agar maan gaya

Uff ray munkar yeh badha joshe ta’assub akhir
Bheed me haath se kam bakht ke Imaan gaya.

Nasheed Information:

Naat Reciter: Syed Fasihuddin Soharwardi


More Islamic Lyrics

  1. O Muhammed Lyrics - Shpend Limani
  2. Aaqa Meriyan Akhiyan Madine Wich Reh Giyan Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  3. Shahaada [English Version] Lyrics - Fez Meghani
  4. Aaya Kamli Wala Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  5. Our Earth Lyrics - Native Deen
  6. Ramadan Lyrics - Maher Zain
  7. Bismillah Lyrics - Aashiq al-Rasul
  8. Yeh Meri Maa Ki Duaon Ka Asar Lagta Hai Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  9. The One Lyrics - Harris J.
  10. Allah Almighty Lyrics - Ahmed Bukhatir
  11. No One Knows But Me Lyrics - Raef
  12. 99 Names of Allah Lyrics - Kamal Uddin
  13. Mujh Pey Be Chashme Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  14. Aye Mere Asghar E Bezubaan Lyrics - Irfan Hussain
  15. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  16. Bagh Jannat Kay Hain Lyrics - Milad Raza Qadri
  17. Kaliyan Zulfan Wala Lyrics - Owais Raza Qadri
  18. Ya Muhawwin Lyrics - Hamza Namira
  19. Mai Bhi Roze Rakhunga Lyrics - Special Collection
  20. Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar
  21. Kiya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  22. Tera Khawan, Main Tere Geet Gawan Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Trials Of Life Lyrics - Sami Yusuf
  24. Ku MilikMu Lyrics - Maher Zain
  25. Zameen Meli Nahi Hoti Lyrics - Farhan Ali Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

37 Comments
Newest
Oldest Most Voted
37
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x