Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Sultan e Karbala ko hamara salam ho
Janan e Mustafa ko hamara salaam ho.

Abbas e namdaar hain zakhmoon say choor choor
Us paikar e riza ko hamara salaam ho.

Akbar say nojwaan bhi run mein huey shahid
Hum shaklay Mustafa ko hamara salam hoo.

Bhai bhateejay bhanjay sab ho gaye nisaar
Har lal e bay baha ko hamara salaam ho.

Asghar ki nanhi jaan pay lakhoon darood houn
Mazloom o bay khata ko hamara salaam ho.

Ho kar shaheed qoum ki kishti tyra gaye
Ummat kay nakhuda ko hamara salaam ho.

Nasir wilaye shah mein kehta hai bar baar
Mehman e Karbala ko hamara salaam ho.

Sultane Karbala Ko Hamara? Salam Ho!
Jaanaane Mustafa Ko hamara Salam Ho.


More Islamic Lyrics

  1. Marhaba Bolo Marhaba Lyrics - Farhan Ali Qadri
  2. Tauba Qabool Ho Lyrics - Mahmood Ul Hassan Ashrafi
  3. Where’s the Love? Lyrics - Khaleel Muhammad
  4. Khuloos Ki Roshnai Lay Ker Lyrics - Wazir Syed
  5. Ramadan (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  6. Karam Mangta Hoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Dryer Land Lyrics - Sami Yusuf
  8. Asmaa Al-Husna Lyrics - Aashiq al-Rasul
  9. Mercy to Mankind Lyrics - Native Deen
  10. Circle Lyrics - Sami Yusuf
  11. Salatullah Lyrics - Labbayk
  12. Oh Lord Lyrics - Abdullah Rolle
  13. Little Girl Lyrics - Fez Meghani
  14. Shah e Madinah Mujh Ko Taibah Bula Liye Hain Lyrics - Naat Lyrics
  15. Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Lyrics - Shaz Khan
  16. Not In My Name Lyrics - Sami Yusuf
  17. Worth It Lyrics - Harris J.
  18. Muhammad (Peace be upon him) Lyrics - Sami Yusuf
  19. You Came To Me (Turkish) Lyrics - Sami Yusuf
  20. Allah Lyrics - Shpend Limani
  21. Noori Mehfil Pay Chadar Tani Noor Ki Lyrics - Siddique Ismail
  22. Your Mother Lyrics Rashid Bhikha Lyrics - Yusuf Islam
  23. Ya Rabbee Lyrics - Adam Ali
  24. Aa Gaye Muzdah Shafa’at Ka Sunaanay Waalay Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Wushoosh Lyrics - Hamza Namira

COMMENTS

Subscribe
Notify of

33 Comments
Newest
Oldest Most Voted
33
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x