Darpesh Ho Taiba Ka Safar Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Darpesh ho Taiba ka safar, kaisa lagay ga
Guzrein jo wahan shaam o sehar, kaisa lagay ga.

Chorus:
Bara acha lagay ga, bara pyara lagay ga, bara meetha lagay ga

Aye kash Madinay mein mujhay mout youn aaye
Qadmoom main ho sarkar kay sar kaisa lagay ga.

[ Chorus ]

Aye pyaray Khuda daikhoon mein sarkar ka jalwa
Mil jayen dua to jo asar kaisa lagay ga.

[ Chorus ]

Aaqa ka gada hoon aie jahannum bhi to sun lay
Woh kaisay jalay jo keh ghulam e Madani ho.

Aye kash main ban jayoon Madinay ka musafir
Phir rooti hui Taiba ko baraat chali ho.

Jab dur say hai itna haseen Gumbad e Khizra
Iss paar yeh aalam hay udhar kaisa lagay ga.

[ Chorus ]

Taibba ki sa’aadat to youn patay hain hazaron
Murshid ka saath ho jo safar kaisa lagay ga.

[ Chorus ]

Aa jayein meray ghar mein agar Rehmat e Aalam
Main kaisa lagoon ga mera ghar kaisa lagay ga.

[ Chorus ]

Darpesh ho Taiba ka safar, kaisa lagay ga
Guzrein jo wahan sham o sehr, kaisa lagay ga.

Bara acha lage ga, bara pyara lage ga, bara meetha lage ga


More Islamic Lyrics

  1. Un Ki Mehak Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. Isn’t It So Funny Lyrics - Labbayk
  3. Muslimano Karo Khushiya Muhammad Mustafa Aaya Lyrics - Qazi Wasim Abbas
  4. The Source Lyrics - Sami Yusuf
  5. Insha Allah Lyrics - Maher Zain
  6. Meri Zanjeer Na Kehncho Lyrics - Shahid Baltistani
  7. Allah, what a mighty heart Lyrics - Voices Of Passion
  8. Ajaban Lyrics - Ahmed Bukhatir
  9. Who I Am Lyrics - Zain Bhikha
  10. Thula Sizwe Lyrics - Zain Bhikha
  11. Ya Taybah Lyrics - Native Deen
  12. Durood e Taj Lyrics - Durood Shareef
  13. Call On Him Lyrics - Raef
  14. Why? Lyrics - Ahmad Hussain
  15. Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Lyrics - Mohammad Mushtaq Qadri
  16. An Nabi Sallu Alai [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Inna Fil Jannati Lyrics - Sami Yusuf
  18. Aap Kiya Jane Fatima Kiya Hai Lyrics - Shadman Raza
  19. Generous Peace Lyrics - Kareem Salama
  20. Light of the Worlds Lyrics - Aashiq al-Rasul
  21. Our Creation Lyrics - Tom Robertson
  22. Ali Hamara Hai Lyrics - Dhamani Sisters
  23. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  24. Hazir Hain Hazri Mein Lyrics - Dhamani Sisters
  25. Beautiful Brave Souls Lyrics - Gaith Adhami

COMMENTS

Subscribe
Notify of

55 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
55
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x