Nabi Ka Zikar Hi Lyrics - Umair Zubair Qadri

By: 

Nabi Ka Zikar Hi Lyrics

Naat Khawan: Muhammad Umair Zubair Qadri

Nabi Ka Zikar Hi, Khuda Ka Zikar Hai,
Nabi Ki Baat Hi, Khuda Ki Baat Hai…

Ya Dulha Keh Diya, Toh Sabit Ho Gaya,
Nabi Ka Haath Hi, Khuda Ka Haath Hai.

Nabi Ka Zikr Hee, Khuda Ka Zikr Hai…
Nabi Ki Baat Hee, Khuda Ki Baat Hai…
Salle Ala Nabiye Na, Salle Ala Muhammadin,
Salle Ala Shafiye Na, Salle Ala Muhammadin…

Hum Pay Aisi Aata Hai Nabi Ki, Bhool Jayein To Kaisay,
Humko Khatray Darayein Gay Kaisay, Pass Aayein Gay Kaisay,
Yeh Aankhein Num Nahin, Koi Bhi Gham Nahin,
Karam Huzoor Ka Hamaray Saath Hai.

Nabi Ka Zikar Hee, Khuda Ka Zikar Hai…
Nabi Ki Baat Hee, Khuda Ki Baat Hai…
Salle Ala Nabi E Na, Sall E Ala Muhammadin,
Salle Ala Shafi E Na, Sall E Ala Muhammadin…

Unka Sadqa Hi Mehkay Huye Hai, Do Jahan Ke Nazaray,
Unkay Faiz E Karam Say Hai Roshan, Kehkashan Aur Sitaray,
Yeh Sari Roshni, Yeh Sari Dil Kashi,
Meray Nabi Kay Husn Ki Zakaat Hai…

Nabi Ka Zikar Hee, Khuda Ka Zikar Hai…
Nabi Ki Baat Hee, Khuda Ki Baat Hai…
Salle Ala Nabi E Na, Sal E Ala Muhammadin,
Salle Ala Shafi E Na, Sal E Ala Muhammadin…

Bay Amal Houn, Magar Meray Aaqa Nazr E Rehmat Karein Gay,
Meray Jaisay Gunahgaar Ki Bhi Woh Shifa’at Karein Gay,
Baray Azeem Hain, Baray Kareem Hain,
Woh Jinkay Haath Mein Meri Nijaat Hai…

Nabi Ka Zikr Hi, Khuda Ka Zikar Hai…
Nabi Ki Baat Hi, Khuda Ki Baat Hai…
Salle Ala Nabiye Na, Salay Ala Muhammadin,
Salle Ala Shafiye Na, Salay Ala Muhammadin…

Woh Jo Keh Dein Woh Ko Kar Rahay Ga, Yehi Kehta Hai Quran
Unka Farooqi Zinda Hai Farman, Yeh Hamara Hai Imaan,
Agar Woh Din Kahein, To Raatein Din Banain,
Kehein Woh Din Ko Raat, To Woh Raat Hai…

Nabi Ka Zikar Hi, Khuda Ka Zikr Hai,
Nabi Ki Baat Hi, Khuda Ki Baat Hai
Ya Dula Keh Diya, Toh Sabit Ho Gaya,
Nabi Ka Haath Hi, Khuda Ka Haath Hai.

Nabi Ka Zikr Hi, Khuda Ka Zikar Hai…
Nabi Ki Baat Hi, Khuda Ki Baat Hai…
Salle Ala Nabiye Na, Sallay Ala Muhammadin,
Salle Ala Shafiye Na, Sallay Ala Muhammadin…

D.O.P: Zaheer Cheku
Recorded By: Wali Son Sound & Video
Hafiz Ghulam Murtza
Editor: M. Atif – Amir Sial
Audio: Farooqi Studio


More Islamic Lyrics

  1. Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Lyrics - Shaz Khan
  2. The Centre Lyrics - Sami Yusuf
  3. Jashne Aamede Rasool Lyrics - Shaam
  4. The Creator Lyrics - Sami Yusuf
  5. Bookshelf Lyrics - Gaith Adhami
  6. Gaza Lyrics - Native Deen
  7. Tauba Qabool Ho Lyrics - Mahmood Ul Hassan Ashrafi
  8. Aseer Ahsan Lyrics - Humood Alkhudher
  9. Taweel Al Shawq Lyrics - Ahmed Bukhatir
  10. Paradise Lyrics - Maher Zain
  11. Alvida Alvida Mahe Ramzan Lyrics - Naat Lyrics
  12. Jannah Lyrics - Maher Zain
  13. The Path of a Traveller Lyrics - Labbayk
  14. Assalamu Alayka (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  15. Nibhalo Tum Ya Rasoolallah Lyrics - Naat Lyrics
  16. Khusravi Achi Lagi Na, Sarwari Achi Lagi Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  17. Unki Kiya Baat Hai Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  18. One Day Lyrics - Maher Zain
  19. Zameen Meli Nahi Hoti Lyrics - Farhan Ali Qadri
  20. Never Never Lyrics - Sami Yusuf
  21. Number One For Me Lyrics - Maher Zain
  22. Tera Khawan, Main Tere Geet Gawan Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Ya Zal Jalali Wal Ikram Lyrics - Urdu Hamds
  24. Ramazan (Turkish – Türkçe Version) Lyrics - Maher Zain
  25. There Is None Greater Lyrics - Abdullah Rolle

COMMENTS

Subscribe
Notify of

3 Comments
Newest
Oldest Most Voted
3
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x