Zahe Muqaddar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi

By: 

Zahe Muqaddar Lyrics

 

Zahe muqaddar huzoor e haq say salaam aaya payam aya
Jhukao nazrein bichao palkain adab ka aala maqam aaya.

Yeh kon sar say kafan lapatay, chala hai ulfat kay rastay par
Farishtay hairat say tak rahe hain yeh kon zy ehteram aaya.

Faza main labbaik ki sadain, zah farishta aarsh goonjti hain
Har aik qurban ho raha hai, zaban pay yeh kis ka naam aaya.

Yeh rah e haq hai! sambhal kay chalna! yahan hai manzil qadam qadam par
Pohanchna dar par, to kehna aaqa salaam lijiye ghulam aaya.

Yeh kehna aaqa bohat say aashiq taraptay say chor aaya houn main
Bulaway kay muntazir hain lekin, na subho aaya na shaam aaya.

Dua jo nikli thi dil say aakhir, palat kay maqbool ho kay aayi
Woh jazba jis main tarap thi sachi, woh jazba aakhir ko kaam aaya.

Khuda tera hafiz o nigehban, Oh rah e bat’ha kay janay wale
Nabi de sad inbisat ban kar, payam darood o salaam aaya.

Zahay muqadar huzur e haq se salaam aaya payam aaya
Jhukao nazreen bichao palkeen adab ka aala maqam aaya.

Lyrics Information:
Recited By: Qari Waheed Zafar Qasmi


More Islamic Lyrics

  1. Better Day Lyrics - Zain Bhikha
  2. Oh Allah Lyrics - Tom Robertson
  3. Departure Lyrics - Gaith Adhami
  4. Imagine A Day Lyrics - Labbayk
  5. Sabke Hain Muhammad Lyrics - Imran Shaikh Attari
  6. Homecoming Lyrics - Gaith Adhami
  7. Kalma Sharif Lyrics - Milad Raza Qadri
  8. Iman Ramzan Lyrics - Aamir Liaquat
  9. Dil Karda Allah Allah Lyrics - Umair Zubair Qadri
  10. Mujh Pey Be Chashme Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  11. Rang Day Moula Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Ya Mustafa Lyrics - Sami Yusuf
  14. Aye Mere Asghar E Bezubaan Lyrics - Irfan Hussain
  15. Kidhar Gaye Ammu Lyrics - Irfan Hussain
  16. Morning Prayer Lyrics - Tom Robertson
  17. Ya Ali Ya Hussain Lyrics - Nadeem Sarwar
  18. A’marona A’malona Lyrics - Maher Zain
  19. Zindagi Ka Bharosa Nahin Lyrics - Shadman Raza
  20. Mawlaya Lyrics - Maher Zain
  21. Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  22. He is One Lyrics - Tom Robertson
  23. Shehar e Tamanna Taiba Mein Aaya Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  24. Follow Muhammad Lyrics - Khaleel Muhammad
  25. Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics - Aamir Liaquat

COMMENTS

Subscribe
Notify of

90 Comments
Newest
Oldest Most Voted
90
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x