Aao Parhein Qur’an Lyrics - Mohammad Tahir Qadri

By: 

Aao Padhein Quran Lyrics

Aao Padhein Quran, Aao Padhein Quran
Rab Ka Kalaam, Sacha Payaam Hai.

Khuld Main Janay Ka Rasta Moumino Quran Hai
Qurb E Maula Ka Wazifah, Mou’mino Qur’an Hai.

Kyun Na Kasrat Say Kalaam E Paak Ramzan Main Parhain
Is Mahinay Main Hee Utra, Mou’mino Qur’aan Hai.

Rab Nay Bemaroon Ki Khatir Is Main Rakh Di Hai Shifa
Dard Mandoon Ka Masiha, Momino Qur’aan Hai.

Harf Kay Badlay Yaqinan Milti Hain Dus Naikiyaan
Fazl O Bakhshish Ka Khazana, Mou’mino Quraan Hai.

Daikh Lo Qirdar E Ahmad Khol Kar Qur’aan Ko
Aap Ka Akhlaq Sara, Momino Kuraan Hai.

Kyun Larein Aapas Main Rub Nay Bhai Bhai Ker Diya
Aik Hi Apna Sahifah Mumino Kuran Hai.

Bakhshishoun Kay Wastay Youn Hi Ujagar Umar Bhar
Tum Tilawat Kartay Rehna Mouminou Qur’aan Hai.

Aao Parhain Qur’aan, Aaou Parrhain Qur’aan
Rub Ka Qalam Hai, Sacha Payam Hai.

Hamd Information
Recited by: Hafiz Muhammad Tahir Qadri
Album: Aao Sab Nabi Nabi Karein


More Islamic Lyrics

  1. My Faith My Voice Lyrics - Native Deen
  2. Alhamdu Lillah Lyrics - Mesut Kurtis
  3. He is the One Lyrics - Abdullah Rolle
  4. Ammu Jannam Lyrics - Fatemah Ladak
  5. Imagine Lyrics - Adam Ali
  6. Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. You And I Lyrics - Irfan Makki
  8. Muslim School Anthem Lyrics - Zain Bhikha
  9. Ay Shaam E Gharibaan Lyrics - Mesum Abbas
  10. Marhaba Bolo Marhaba Lyrics - Farhan Ali Qadri
  11. Tu Shah e Khubaan Tu Jaan e Janaan Lyrics - Milad Raza Qadri
  12. Khat Bhi Likha Tha Lyrics - Mesum Abbas
  13. So Soon Lyrics - Maher Zain
  14. Muhammad (pbuh) Lyrics - Maher Zain
  15. Not In My Name Lyrics - Sami Yusuf
  16. Ben Yürürüm Yane Yane Lyrics - Sami Yusuf
  17. Allahu Lyrics - Sami Yusuf
  18. Mai Bhi Roze Rakhunga Lyrics - Special Collection
  19. Balaghal Ula Bekamaalaihi Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  20. Taiba Taiba Lyrics - Hooria Rafiq
  21. Masha Allah (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  22. Ya Muhawwin Lyrics - Hamza Namira
  23. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Special Collection
  24. Love Will Prevail Lyrics - Maher Zain
  25. Aagaya Hai Lyrics - Labbayk

COMMENTS

Subscribe
Notify of

8 Comments
Newest
Oldest Most Voted
8
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x