Shukar Hai Tera Khudaya Lyrics - Hafiz Ahsan Amin

By: 

Shuker Hei Tera Khudaaya Lyrics

Shukar Hai Tera khudaya, mein to is qabil na tha
Shuker hei tera khudaaya, main tu iss kabil naa tha,

Tunay apnay ghar bulaya, mein to is qabil na tha
Tuney apney gher bulaya, main tu iss kabil naa tha.

Bha gaya meri zubaan ko zikr e Allah, Allah ka
Yeh sabaq kis nay parhaya, mein to is qabil na tha.

Khas apnay dar ka rakha, tuney aie moula mujhay
Youn nahi dar der phiraya, mein to is qabil na tha.

Meri kotai kay teri, yaad say ghafil raha
Per nahin tunay bhulaya, mein to is qabil na tha.

Shukar Hai Tera khudaya, mein to is qabil na tha….

Teri rehmat teri shafqat, say huwa mujhko naseeb
Gumbad e khazra ka saaya, mein to is qabil na tha.

Bargaye syed e konain mein aa ker nafees,
Sochta hoon kaisay aaya main to is qabil na tha.

Tunay apnay ghar bulaya, mein to is qabil na tha….

The Naat Information:

Recited By: Hafiz Ahsan Amin
Video By: Noor Tv


More Islamic Lyrics

  1. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. Ya Taiba Lyrics - Ahmad Hussain
  3. The Greatest Gift Lyrics - Labbayk
  4. Ya Muhawwin Lyrics - Hamza Namira
  5. Good Day Lyrics - Maher Zain
  6. Anything For You Lyrics - Sami Yusuf
  7. Gunaahon Ki Aadat Chura Mere Mola Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Duas from Quran Lyrics - Islamic Duas
  9. Sallou Lyrics - Sami Yusuf
  10. No One Knows But Me Lyrics - Raef
  11. Trials Of Life Lyrics - Sami Yusuf
  12. Laylatul Qadr Lyrics - Native Deen
  13. Tuntunku KepadaMu Lyrics - Maher Zain
  14. Shah e Wala Mujhe Taiba Bulalo Lyrics - Naat Lyrics
  15. Ban Ke Saa’el Lyrics - Farhan Ali Qadri
  16. Huzoor Jante Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Rukh Sey Kakul Hata Diya Tu Nay Lyrics - Milad Raza Qadri
  18. Aaj Duniya Main Khair-ul-Wara Agaey Lyrics - Milad Raza Qadri
  19. Mere Aaqa Nigaah-e-Karam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Prism Lyrics - Sami Yusuf
  21. Bheeni Suhani Subhu Mein Thankdak Jigar Ki Hai Lyrics - Naat Lyrics
  22. Meri Zanjeer Na Kehncho Lyrics - Shahid Baltistani
  23. By My Side Lyrics - Maher Zain
  24. Not Afraid To Stand Alone Lyrics - Native Deen
  25. Countless Voices Lyrics - Voices Of Passion

COMMENTS

Subscribe
Notify of

13 Comments
Newest
Oldest Most Voted
13
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x