Haider Haider Lyrics - Dhamani Sisters

By: 

Haider Haider Lyrics

Haider (x8)
Hum Haider ke matwaley hai (x2)

Kab maut say darney waley hain (x2)
Hum Haider ke matwaley hai

Hum Haider ke matwaley hai (x2)
Haider (x4)

1) Misum key shedayi hai, Batil sey nahi hum dar sakh tey
Laakh charao suli pay, Hum marker bhi nahi mar sakh tey
Aagosh kaza ke paaley hai (x2)

Hum Haider ke matwaley hai (x2)
Haider (x4)


2) Nadey ali ki tegsey hum, Dushman key kalejey kaantey hai
Apni aza khano sey hum, Imaan ki daulat baantey hai
Islam ke hum rakhwaley hai (x2)

Hum Haider ke matwaley hai (x2)
Haider (x4)

3) Raahey sitam mei has has kar, Kaantow per chalna jaantey hai
In kadmo ki aahat ko, Angarayi bhi peheychaan tey hai
Sajjad ke chahaney waley hai (x2)

Hum Haider ke matwaley hai (x2)
Haider (x4)

4) Fatwey hussaini ka parcham, Duniya mei sadaa leherayegha
Hum sey jo takraegha, Vo miti mei miljayegha
Hum fawjey aza ke bhaley hai (x2)

Hum Haider ke matwaley hai (x2)
Haider (x4)

5) Bayate fasik raakh huwi, Shola na koyi chingaari hai
Chowda sadiyaan beetagayi, Mazloom ka mattam jarii hai
Zalim ke labo par taaley hai (x2)

Hum Haider ke matwaley hai (x2)
Haider (x4)

Lyrics Information
Recited By: Fatima Dhamani & Batool Dhamani
Album: Haider Haider
Released: 2008


More Islamic Lyrics

  1. Not In My Name Lyrics - Sami Yusuf
  2. Khayal Lyrics - Irfan Makki
  3. [Rabbee] I’m Yours Lyrics - Raef
  4. Mazagh Nigahon Nein Lyrics - Milad Raza Qadri
  5. Dam Hama Dam Ali Ali Lyrics - Milad Raza Qadri
  6. Habibi Ya Rasool Allah Lyrics - Milad Raza Qadri
  7. Heartbeat Lyrics - Zain Bhikha
  8. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Ahmad Hussain
  9. Kya Mahekte Hain Mahekne Wale Lyrics - Naat Lyrics
  10. Ku MilikMu Lyrics - Maher Zain
  11. Ya Syedi Ya Mustafa Lyrics - Syeda Amber Saleem
  12. Who is the Loved One? Lyrics - Sami Yusuf
  13. Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain Lyrics - Abdul Rauf Rufi
  14. Aye Mere Asghar E Bezubaan Lyrics - Irfan Hussain
  15. Jagah Ji Lagane Ki Duniya Nahi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. He is the One Lyrics - Abdullah Rolle
  17. Morning Musk Lyrics - Gaith Adhami
  18. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. Sallou Lyrics - Sami Yusuf
  20. Zara Chehre Se Lyrics - Ahmad Hussain
  21. Thandi Thandi Hawa Lyrics - Hooria Rafiq
  22. You Came To Me (Arabic) Lyrics - Sami Yusuf
  23. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai Lyrics - Naat Lyrics
  24. Hasbun’ Allah Lyrics - Zain Bhikha
  25. Tell Me Lyrics - Aashiq al-Rasul

COMMENTS

Subscribe
Notify of

4 Comments
Newest
Oldest Most Voted
4
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x