Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Lyrics - Shaz Khan

By: 

Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Lyrics

Nabi Ka Lab Par Jo Zikar Hai Be Misaal Aaya Kamaal Aaya
Jo Hijar Tayyeba Mein Yaad Ban Kar Khayaal Aaya Kamaal Aaya

Teri Duaon Hi Ki Badolat Azab? Rab Se Bachay Hue Hain
Jo Haq Mein Ummat Ke Tery Lab Par Sawal Aaya Kamaal Aaya
Nabi Ka Lab Par Jo Zikar Hai Be Misaal Aaya Kamaal Aaya

Garoor Hurron Ka Toor Dalla Laga Ke Maathey Pay Till Khuda Ne
Jo Kalay Rang Ka Ghulam Tera Bilal Aaya Kamaal Aaya
Nabi Ka Lab Par Jo Zikar Hai Be Misaal Aaya Kamaal Aaya

Nabi Ki Aamad Se Noor Phela Fiza E Shab Par Nikhaar Aaya
Chaman Mein Kaliyon Ke Rukh Pay Husn O Jamal Aaya Kamaal Aaya
Nabi Ka Lab Par Jo Zikar Hai Be Misaal Aaya Kamaal Aaya

Umar Ki Jurrat Pay Jaoon Qrban Ke Jis Se Shetan Bhi Hai Larza
Umar Ke Anay Se Kufar Par Jo Zawaal Aaya Kamaal Aaya
Nabi Ka Lab Par Jo Zikar Hai Be Misaal Aaya Kamaal Aaya

Nabi To Saim Sabhi Hain Aala Hain Rutbey Sab Ke Azeem O Baala
Magar Jo Aakhir Mein Amina Ka Woh Laal Aaya Kamaal Aaya
Nabi Ka Lab Par Jo Zikar Hai Be Misaal Aaya Kamaal Aaya
Jo Hijar Tayyeba Mein Yaad Ban Kar Khayaal Aaya Kamaal Aaya


More Islamic Lyrics

  1. Ya Nabi Lyrics - Sami Yusuf
  2. Baraka Allahu Lakuma Lyrics - Maher Zain
  3. Mai Bhi Roze Rakhunga Lyrics - Special Collection
  4. Ya Maula Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  5. Extracts of Qasida Burda Lyrics - Various Artists
  6. Teri Shaan Jalla Jalaluhu Lyrics - Urdu Hamds
  7. Alhubbu Yasood – ???? ???? Lyrics - Maher Zain
  8. The Mountain Lyrics - Tom Robertson
  9. Hum Apne Nabi Ke Deewane Lyrics - Ahmad Raza Qadri
  10. Eid Song Lyrics - Sami Yusuf
  11. Fire Lyrics - Sami Yusuf
  12. Ignorant Minds Lyrics - Tom Robertson
  13. Ramzan Hai Allah Ki Qurbat Ka Mahina Lyrics - Aamir Fayyazi
  14. Every Beat Lyrics - Aashiq al-Rasul
  15. Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun Lyrics - Naat Lyrics
  16. Taiba Ke Jane Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Nur ‘Ala Nur Lyrics - Aashiq al-Rasul
  18. Ask Him Lyrics - Labbayk
  19. Mere Aaqa Nigaah-e-Karam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Believe (Acoustic Version) Lyrics - Saif Adam
  21. Allahu Lyrics - Labbayk
  22. Aye Mere Asghar E Bezubaan Lyrics - Irfan Hussain
  23. Circle Lyrics - Sami Yusuf
  24. Climb With Me Lyrics - Gaith Adhami
  25. Allahi Allah Kiya Karo Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

1 Comment
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
1
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x