Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Ulfat Rasool Ki Lyrics

Kyun kar na meray dil mein ho ulfat Rasool (SAW) ki,
Jannat mein lay kay jaey ghi chahat Rasool (SAW) ki.

Chalta hoon mein be qafelay walo ruko zara,
Milnay do bus mujhay bhi ijazat Rasool (SAW) ki.

Kyunkar na mere dil mein ho ulfat Rasul (SAW) ki,
Jannat mein lay kay jaey gi chahat Rasool (SAW) ki.

Phochain jo deen-o-iman Nakerain qabr mein
Us waqt meray lab pay ho midhat Rasool (SAW) ki.

Jannat mein lay kay jaey gi chahat Rasool (SAW) ki.
Kyunkar na mere dil mein ho ulfat Rasool (SAW) ki,

Qabr mein Sarkar (SAW) aayein to mein qadmoon mein giroon,
Gar farishtay bhi uthaein to mein unsay yoon kahoon,
Ab to paye naaz say mein aye farishto kyon uthoon,
Mar kay pohncha hoon yahan is dilruba kay wastay.

Tarpa kay un kay kadmoon mein mujh ko gira day shok,
Jis waqt ho lahad mein ziyarat Rasool (SAW) ki.

Jannat mein lay kar jaey gi chahat Rasool (SAW) ki.
Kyunkar na mere dil mein ho ulfat Rasool (SAW) ki,

Sarkar (SAW) nay bula kay Madina dikha dia,
Ho ghi mujhay naseeb, shafa’at Rasool (SAW) ki.

Jannat mein lay kar jaey gi chahat Rasool (SAW) ki.
Kyunkar na mere dil mein ho ulfat Rasool (SAW) ki,

Ya Rab dikha day aaj ki shab Jalwa e Habib (SAW),
Ik bar to aata ho ziarat Rasool (SAW) ki.

In ankh ka warna koi hasrat hi nahin hai,
Sarkar (SAW) tumhara woh khazaiba nazar aaye,
Ya Rab dikha day aaj ki shab Jalwa e Habib (SAW),
Ik bar to aata ho ziarat Rasool (SAW) ki.

Jannat mein lay kay jaey gi chahat Rasool (SAW) ki.
Kyunkar na mere dil mein ho ulfat Rasool (SAW) ki,

Damen mein un kay lay lo pannah aaj munkiro,
Mahengi paray ghi warna Adawat Rasool (SAW) ki.

To hai ghulam un ka Ubad-e-Raza teray,
Mahshar mein ho ghi saath himayat Rasool (SAW) ki.

Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool (SAW) ki.
Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasul (SAW) ki.

Nasheed Information:

Singer: Owais Raza Qadri

Lyrics in URDU:

Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho
Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho

More Islamic Lyrics

  1. Main Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics - Milad Raza Qadri
  2. No One Knows But Me Lyrics - Raef
  3. The Source Lyrics - Sami Yusuf
  4. Iltija Hai Iltija Lyrics - Aamir Fayyazi
  5. Extracts of Qasida Burda Lyrics - Various Artists
  6. Tuntunku KepadaMu Lyrics - Maher Zain
  7. Noor Wala Aaya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri
  8. Ya Taiba Lyrics - Ahmad Hussain
  9. Kaash Yeh Dua Meri Moojazay Main Dhal Jaye Lyrics - Hooria Rafiq
  10. Taiba Taiba Lyrics - Hooria Rafiq
  11. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 3-3] Lyrics - Aslam Sabri
  12. Ya Aba Abdillahil Husayn Lyrics - Voices Of Passion
  13. Marhaba Mustafa Lyrics - A. R. Rahman
  14. A Time to Please Allah Lyrics - Labbayk
  15. Jaaneh Jaanaan Lyrics - Sami Yusuf
  16. Raastein Saaf Batatay Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Allah The Almighty Lyrics - Aashiq al-Rasul
  18. Mein Jashn E Aamad E Sarkar Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. Paradise Lyrics - Maher Zain
  20. I Love You So Lyrics - Maher Zain
  21. Hum Ko Bulana Ya Rasoolallah Lyrics - Farhan Ali Qadri
  22. Thandi Thandi Hawa Lyrics - Hooria Rafiq
  23. Karbobala Bismillah Lyrics - Voices Of Passion
  24. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  25. Give Thanks To Allah Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of

40 Comments
Newest
Oldest Most Voted
40
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x