Merey Mola Mujhey Do Sahara Lyrics - Dhamani Sisters

By: 

Meray Mola Mujhey Do Sahara Lyrics

Merey mola mujhey do sahara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara

Tumhi mushkil kusha ae jahan how

Tumhi mola ae kowno makaan how

Ambiya ney bhi tumko pukarah

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara


Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Meri kashti bhawar mei phasi hain

Dushmanow key labow par hasii hain

Kardow nazdikh ham sey kinara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Ghardishow mei muqadar hain mera

Kya karun charsu hai andhera

Tumjo chahow tow chamkey sitara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Behrey Abbas bazu ko thamow

Muskilow sey hamey tum bachalow

Terey dar pey hai sarkham hamara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Wasta akbere nawjawan ka

Wasta chemahiney ki jaan ka

Kardow rehemat ka bas ab isharah

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Apni zakira par rehem khawo

Jald rowzey pey mola bulawo

Milkay dar dekhey sab phir tumhara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x3)

Lyrics Information
Recited By:Fatima Dhamani and Batul Dhamani
Album: Ali Hamara Hai
Released: 2009


More Islamic Lyrics

  1. Dryer Land Lyrics - Sami Yusuf
  2. Ramzan Ke Roze Aye Lyrics - Muzammil Hassan Qadri
  3. Go Lyrics - Sami Yusuf
  4. Faslon Ko Takalluf Lyrics - Nader Khan
  5. Ya Nabi Salam Alayka (Turkish Version – Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  6. Wherever You Are Lyrics - Sami Yusuf
  7. I’m So Sorry Lyrics - Irfan Makki
  8. Dil Karda Allah Allah Lyrics - Umair Zubair Qadri
  9. Shahaada [Urdu Version] Lyrics - Fez Meghani
  10. Ya RasoolAllah Karam Lyrics - Qari Mohammed Rizwan
  11. Jagah Ji Lagane Ki Duniya Nahi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. A Piece of Land Lyrics - Dawud Wharnsby
  13. Ku MilikMu Lyrics - Maher Zain
  14. Kamil Hai Jo Azal Se Lyrics - Zulfiqar Ali
  15. Aaqa Lyrics - Abida Parveen
  16. Allah Knows Lyrics - Zain Bhikha
  17. Give Thanks To Allah Lyrics - Zain Bhikha
  18. Thandi Thandi Hawa Lyrics - Hooria Rafiq
  19. Kidhar Gaye Ammu Lyrics - Irfan Hussain
  20. Mitho Naalo Muhammad Jo Lyrics - Farhan Ali Qadri
  21. Kya Mahekte Hain Mahekne Wale Lyrics - Naat Lyrics
  22. Ay Kufey Waalo Mein Zainab (A.S) Hoon Lyrics - Irfan Hussain
  23. Meditation Lyrics - Sami Yusuf
  24. Ramzan Hai Allah Ki Qurbat Ka Mahina Lyrics - Aamir Fayyazi
  25. Taiba Ke Jane Wale Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

6 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
6
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x