Pohnchoon Dar e Sarkar Pe Chaha To Yehi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Pohnchoon Dar e Sarkar Pe Chaha To Yehi Hai Lyrics

Pohanchoo dare sarkar pe chaha to yehi hai,
Agay meri taqdeer tamana to yehi hai.

Ek khas mehak aane lagi mouj e hawwaa main,
Asar batatay hain Madina to yehi hai.

Hain Gumbad e Khizra kay siwa or bhi jalway
Ankhoon ke liye khas nazara to yehi hai.

Yeh unki raza hai mujhay bhayjein mujhay rokein,
Wapis main nahi aaoon ga socha to yehi hai.


Yaad unki rahe dil mein, jamal unka nazar main,
Naam unka zaban per rahe acha to yehi hai.

Har saans say aati ho sada Salle Ala ki,
Hum lakh jiyein, asal main jina to yehi hai.

Izhar e gham e hijr ki kia shakal nikaloon,
Ronay ki bhi takat nahin rona to yehi hai.

Taiba mein ho sab kuch mere daman main hain aasein,
Duniya ka karoon kiya meri duniya to yehi hai.

Pohnchoon dar e sarkar pay chaha to yehi hai,
Agay meri taqdeer tamanaa to yehi hai.


More Islamic Lyrics

  1. Nibhalo Tum Ya Rasoolallah Lyrics - Naat Lyrics
  2. Ya Syedi Ya Mustafa Lyrics - Syeda Amber Saleem
  3. Aaya Kamli Wala Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  4. The Sound of Tears Lyrics - Nader Khan
  5. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya Lyrics - Naat Lyrics
  6. Circle Lyrics - Sami Yusuf
  7. The Chosen One Lyrics - Maher Zain
  8. Noor Wala Aaya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri
  9. Alhubbu Yasood – ???? ???? Lyrics - Maher Zain
  10. Main Lajpalan De Lar Lagiyan Lyrics - Farhan Ali Qadri
  11. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Lyrics - Zulfiqar Ali
  12. Missing You Lyrics - Ahmad Hussain
  13. Aa Gayi Mustafa Ki Sawari Lyrics - Naat Lyrics
  14. Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar Lyrics - Owais Raza Qadri
  15. Allah Knows Lyrics - Zain Bhikha
  16. Paradise Lyrics - Maher Zain
  17. Allahu Lyrics - Sami Yusuf
  18. Mountains of Makkah Lyrics - Zain Bhikha
  19. Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Ay Shaam E Gharibaan Lyrics - Mesum Abbas
  21. Qasida e Mairaj for Shab e Meraj | Shabe Miraj Lyrics - Special Collection
  22. Allah is Calling You Lyrics - Labbayk
  23. A’marona A’malona Lyrics - Maher Zain
  24. Aie Mout Thahar Jaa Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Maqsad e Aalam e Hayaat e Nabi Lyrics - Naat Lyrics

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

12 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
12
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x