Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hoon Lyrics

Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu
Iss Karam Ki Badolat Barha Hu
Unkay Tukroon Say Ezaz Pa Kar
Tajdaroon Ki Saf Mein Khara Hu

Iss Karam Ko Magar Kiya Kaho Gay
Meinay Mana Mein Saab Say Bura Hoon
Jo Buroon Ko Samatay Huey Hain
Unkay Qadmoon Mein Bhi Para Hoon

Dekhnay Walo Mujhko Na Dekho
Dekhna Hai Agar To Yeh Dekho
Kisay Daman Say Wabasta Hoon Mein
Kon Wali Hai Kiska Gada Hoon

Dekhta Hoon Jab Unki Aataein
Bhool Jata Hoon Apni Khataein
Sir Nadamat Say Uthta Nahin Hai
Jab Mein Apni Taraf Dekhta Hoon

Ya Nabi Apnay Gham Ki Kahani
Keh Sakoon Ga Na Apni Zubani
Bin Kahay Hi Meri Laj Rakhlo
Mein Sisikti Hui Iltja Hoon

Shafe Mugniba Kay Karam Nay
Laj Rakhli Meray Khothay Pan Ki
Nisbatoon Ka Karam Hai Yeh Khalid
Khotha Hotay Huey Bhi Khara Hoon

Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu
Is Karam Ki Badolat Barha Hoon
Unkay Tukroon Say Azaz Pa Kar
Tajdaroon Ki Saf Mein Khara Hu.

Nasheed Information:
Sana/Naat Khawan: Owais Raza Qadri
Album: Rang Day Moula


More Islamic Lyrics

  1. Worry Ends Lyrics - Sami Yusuf
  2. Ya Syedi Ya Mustafa Lyrics - Syeda Amber Saleem
  3. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool Lyrics - Naat Lyrics
  4. Ya Nabi Salam Alayka (Turkish Version – Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  5. Ignorant Minds Lyrics - Tom Robertson
  6. Peace Lyrics - Abdullah Rolle
  7. The Woman I Love Lyrics - Zain Bhikha
  8. Most Merciful Lyrics - Aashiq al-Rasul
  9. Aapsa Dono Jahan Mein Nazar Lyrics - Abid Masoomi
  10. Heartbeat Lyrics - Zain Bhikha
  11. Happiness Lyrics - Sami Yusuf
  12. Taweel Al Shawq Lyrics - Ahmed Bukhatir
  13. Waiting For The Call Lyrics - Irfan Makki
  14. Saaeein Mawla Lyrics - Fez Meghani
  15. Terengganu Lyrics - Sami Yusuf
  16. Aaya Na Hoga Iss Tarha Lyrics - Zulfiqar Ali
  17. Ishq Kee Intiha Syeda Fatima Lyrics - Milad Raza Qadri
  18. Mawlaya Lyrics - Maher Zain
  19. Qissat Al’Oshaq Lyrics - Humood Alkhudher
  20. Sartaba Qadam Hain Tanay Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  21. Haq Allah Lyrics - Farhan Ali Qadri
  22. A Child’s Prayer Lyrics - Zain Bhikha
  23. Kamil Hai Jo Azal Se Lyrics - Zulfiqar Ali
  24. Jaaneh Jaanaan Lyrics - Sami Yusuf
  25. Falak Kay Nazaaro Lyrics - Abid Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

25 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
25
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x