Ya Habibi, Ya Hussain (AS) Lyrics - Mesum Abbas

By: 

Ya Habibi, Ya Hussain (AS) Lyrics

(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2 ya gharibi ya hussain
Ya hussaina ya imamal mazlumeena ya hussaina ya imamal masumeena
Ya hussaina
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

1. He was Hussain the grandson of Prophet Muhammad, salallahu alayhi wasallam
Hussain mercy upon mankind, saviour of all mankind
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

2. Rab ki raza se jisne gardan katayi, deen-e- nabi ki jisne laaj bachayi
(Har ghar mei jiska farshe matam bicha hai) x2
Roti hai jiske gham mei sari khudaai
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

3. Mehman kar ke usko kufa bulaaya bayyat-e-yazid ka woh masla uthaaya
(Bole hussain kabhi mei naa karunga) x2
Sajde mei jisne apne sar ko kataya
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

4. Zehra aur haider jiska jhula jhulaye, khatm-e-mursal bhi jiske naaz uthaaye
(khaali sawaali jiske ghar se naa jaaye) x2
Hal min ki deta hai woh ban mei sadaayein
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

5. Akbar sa beta diya ghazi sa bhaayi, luti gayi hai ran mei jiski kamaayi
(Ab bhi gawa hai uski shaam-e- gharibaa(n)) x2
Apne lahu se shamma dee(n) ki jalaayi
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

6. Koyi naa dekha hamne aisa namaazi, deen-e-nabi pe jisne har shay’ lutayi
(Phool bahatar diye raahe khuda mei) x2
Sab kuch lutake kiya Allah ko raazi
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

7. “Jawaad-o-Mesum” uska matam hai ghar ghar, roye janaaze jisne pyaaro ke din bhar
(Phera gaya hai jiski gardan pe khanjar) x2
Chini gayi hai jiski behna ki chadar
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

8. He was Hussain the grandson of Prophet Muhammad salallahu alayhi wasallam
Hussain mercy upon mankind, saviour of all mankind
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

Pakistani Urdu Noha Information:

Nawha Reciter: Mesum Abbas
Album: Mesum Abbas 2008 Volume
Note: Dedicated to our Shia Brothers & Sisters.


More Islamic Lyrics

  1. Alvida Alvida Mahe Ramzan Lyrics - Naat Lyrics
  2. Man In The Mirror Lyrics - Raef
  3. Faslon Ko Takalluf Lyrics - Nader Khan
  4. Ramadhan Lyrics - Labbayk
  5. Asma Allah Lyrics - Sami Yusuf
  6. Eid-un Sa’Eid Lyrics - Zain Bhikha
  7. Ca C’est La Vie Lyrics - Zain Bhikha
  8. Kankar Se Kalma Parhwao Phir Kehna Hum Jaise The Lyrics - Naat Lyrics
  9. After Hardship Comes Ease Lyrics - Saif Adam
  10. Huzoor Jante Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. The Mountain Lyrics - Tom Robertson
  12. Sir Bulandi Ki Riwayat Sir Katany Say Chali Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Teri Mehfil Mein Chala Aya Hun Lyrics - Syed Zabeeb Masood
  14. Paradise Lyrics - Harris J.
  15. Sout Lyrics - Hamza Namira
  16. Haji Menuju Allah Lyrics - Raihan
  17. Zahe Muqaddar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  18. Aye Mere Asghar E Bezubaan Lyrics - Irfan Hussain
  19. Mabrook (English Malay Version) Lyrics - Irfan Makki
  20. Your Beauty Lyrics - Tom Robertson
  21. C’mon Everybody Lyrics - Zain Bhikha
  22. Ammu Jannam Lyrics - Fatemah Ladak
  23. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Kaash Yeh Dua Meri Moojazay Main Dhal Jaye Lyrics - Hooria Rafiq
  25. A Piece of Land Lyrics - Dawud Wharnsby

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

24 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
24
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x