Ya Rab Meri Soi Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Ya Rab Meri Soi Hui Lyrics

Ya Rab meri soi huyi taqdeer jaga day
Aankhein mujhay di hain to Madina bhi dikha de.

Sun nay ki jo quwat mujhe bakhshi hai Khuda wand
Phir Masjid e Nabawi ki azanein bhi suna day.

Huroon ki na ghilman ki na jannat ki talab hai
madfan mera Sarkar ki basti main bana de.

Mudat say mein inn hathoon say karta hoon duaein
In hathon main ab jali sunehri bhi thama day.

Moun hasher mein mujhko na chupana parhay ya Rab
Mujh ko Teray Mehboob key chadar mein chupa dei.

Ishrat ko bhi ab khushbu e Hassan aata kar
Jo lafz diye hein unhein Tu naat bana dey.

Ya Rab meri soi hui taqdeer jaga de
Ankhein mujhe di hein to Madinah bhi dikha de.

Lyrics and Video Information
Naat Khawan: Farhan Ali Qadri
Album: Noor Wala Aaya Hai
Album Subtitle: Marhaba Ya Mustafa
Naat: Ya Rab Meri Soi
Audio: Heera Stereo


More Islamic Lyrics

  1. Let Us Not Forget Lyrics - Sami Yusuf
  2. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Ahmad Hussain
  3. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. You Came To Me (Arabic) Lyrics - Sami Yusuf
  5. This Worldly Life Dunya Lyrics - Maher Zain
  6. Generous Peace Lyrics - Kareem Salama
  7. Change My Dead Heart Lyrics - Hafiz Mizan
  8. Smile Lyrics - Sami Yusuf
  9. Look Into My Eyes Lyrics - Outlandish
  10. The Mountain Lyrics - Tom Robertson
  11. Hasbi Rabbi Lyrics - Sami Yusuf
  12. Your Beauty Lyrics - Tom Robertson
  13. Hye Hum Yateem Ho Gaye Lyrics - Dhamani Sisters
  14. Mukh Mor Lenday Penan Tay Para Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  15. Hajio Aao Shahenshah Ka Roza Dekho Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. Medina Lyrics - Maher Zain
  17. After Hardship Comes Ease Lyrics - Saif Adam
  18. Allah Tera Shukar Hai Lyrics - Abdul Hameed Rana Soharwardi
  19. Rabana Ya Rabana Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. I Love You So Lyrics - Maher Zain
  21. Kam Tashtaki Lyrics - Ahmed Bukhatir
  22. Imdad Kun Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. All It Takes Lyrics - Fez Meghani
  24. Kamil Hai Jo Azal Se Lyrics - Zulfiqar Ali
  25. Haji Menuju Allah Lyrics - Raihan

COMMENTS

Subscribe
Notify of

52 Comments
Newest
Oldest Most Voted
52
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x