Khusravi Achi Lagi Na, Sarwari Achi Lagi Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi

By: 

Hum Faqiroon Ko Madine Ki Galli Achi Lagi Lyrics

Khusravi achi lagi na, sarwari achi lagi,
Ham faqiroon ko Madine ki galli achi lagi.

Door thay to zindagi bay rang thi be-kaif thi,
Unkay kuchey main ga’ey to, zindagi achi lagi.

Hum faqiron ko madine ki gali achi lagi….

Main na jaun ga kahin bhi, dar Nabi ka chaur kar
Mujh ko ku’ey Mustafa ki chakari achi lagi.

Naaz kar tu aey Halima Sarwar-e-Kownain par,
Gar lagi achi to teri jhownparhi achi lagi.

Rakh diya Sarkaar kay qadmoon pay sultanoon nay sar,
Sarwarey kown-o-makaan ki saadgi ach-chii lagi.

Mahr-o-mah ki roshani mana kay achi hai magar,
Sabz gunbad ki mujhey to, roshani achi lagi.

Door rah kar astaan-e-sarwar-e-kownain se
Zindagi achii lagiina bandagi achii lagii

Aaj mahfil mein Niyaazi, naat jo maine parhi,
Ashaqan-e-Mustafa ko woh barhi achii lagi

Hum faqiron ko madine ki gali achi lagi….
Hum faqiroon ko madinay ki gali achi lagi…

Khusravi achi lagi na, sarwari achi lagi,
Ham faqiroon ko Madine ki galli achi lagi.

Naat Information:

Naat Reciter: Syed Fasihuddin Soharwardi


More Islamic Lyrics

  1. Al-Mu’allim Lyrics - Sami Yusuf
  2. Aap Kiya Jane Fatima Kiya Hai Lyrics - Shadman Raza
  3. Hold My Hand Lyrics - Maher Zain
  4. Nabi Ki Naat Ki Mehfil Lyrics - Farhan Ali Qadri
  5. Freedom Will Come Lyrics - Zain Bhikha
  6. Shahaada [English Version] Lyrics - Fez Meghani
  7. Ali Da Malang Mein Tey Ali Da Lyrics - Farhan Ali Qadri
  8. Prism Lyrics - Sami Yusuf
  9. Pukara Dilsay Kisi Ney Lyrics - Dhamani Sisters
  10. Karam Kay Aashiyanay Ki Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  11. My Hero Lyrics - Harris J.
  12. Close Your Eyes Lyrics - Zain Bhikha
  13. Meri Zanjeer Na Kehncho Lyrics - Shahid Baltistani
  14. Ajab Rang Par Hai Bahare Madina Lyrics - Naat Lyrics
  15. Muhammad (Pbuh) Lyrics - Maher Zain
  16. Peace & Blessings Lyrics - Raef
  17. Waiting For The Call Lyrics - Irfan Makki
  18. An Nabi Sallu Alai [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. Merey Mola Mujhey Do Sahara Lyrics - Dhamani Sisters
  20. Zameen Maili Nahi Hoti Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  21. Love Will Prevail Lyrics - Maher Zain
  22. Inna Fil Jannati Lyrics - Sami Yusuf
  23. Muslimano Karo Khushiya Muhammad Mustafa Aaya Lyrics - Qazi Wasim Abbas
  24. Khorasan (Arabic Version) Lyrics - Sami Yusuf
  25. I Promise Lyrics - Harris J.

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

37 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
37
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x