Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi

By: 

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics


Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door say
Raaste mein agar paon thak jayengay.

Hum Madinay mein tanha nikal jayengey,
Aur galiyon mein kus dun batak jayengey.

Hum wahan jakey wapas nahin ayengay.
Dhoondtay dhoondte loog thak jayengey.

Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega,
Bandagi ka kareena badal jaye ga.

Sar jhukane ki fursat milay gi kisey.
Khud hi palkon say sajdey tapak jayengey.

Naam e Aaka jahan bhi liya jayega,
Zikr unka jahan bhi kiya jayega.

Noor hi noor seeno mein bhar jayega,
Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey.

Aie Madinay kay zahir KHuda ke liye,
Dastaan e safar mujko yoon mat suna.

Baat bhar jayegi dil tarap jayega,
Meray mohtat ansoo chalak jayegay.

Unki chashme karam ko hai iski khabar,
Kis musafir ko hai kitna shaukey safar.

Humko Iqbal jab bhi ijazat mili,
Hum bhi Aaqa kay darbar tak jayegeney.

Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door se
Raaste mein agar paon tak jayengey .

Urdu Naat Lyrics & Video Information
Artist: Qari Waheed Zafar Qasmi
Naat: Faslon ko takluf hai humse agar


More Islamic Lyrics

  1. Kaliyan Zulfan Wala Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. For the Rest of My Life Lyrics - Maher Zain
  3. I am Near Lyrics - Native Deen
  4. Dua Ganjul Arsh Lyrics - Islamic Duas
  5. Aiy Taiba Lyrics - Junaid Jamshed
  6. Ameer Bhi Hai Ghareeb Bhi Lyrics - Mir Hasan Mir
  7. Ramadan Lyrics - Maher Zain
  8. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi Lyrics - Naat Lyrics
  9. Love Who You Are Lyrics - Harris J.
  10. Ku MilikMu Lyrics - Maher Zain
  11. Ma?aallah (Turkish-Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  12. Panaah Lyrics - Fez Meghani
  13. Allah Ya Moulana Lyrics - Maher Zain
  14. Wah Kiya Joodo Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  15. Every Beat Lyrics (Arabic & French) Lyrics - Aashiq al-Rasul
  16. A Time to Please Allah Lyrics - Labbayk
  17. Qabr E Darvaish Lyrics - Shahid Baltistani
  18. Rang Day Moula Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. Insya Allah (Malay) Lyrics - Maher Zain
  20. Ya Habibi, Ya Hussain (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  21. Falak Kay Nazaaro Lyrics - Abid Qadri
  22. Our Creation Lyrics - Tom Robertson
  23. Subhanallah (Subhan Allah) Lyrics - Khaleel Muhammad
  24. Tajdar e Haram Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Lyrics - Farhan Ali Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

190 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
190
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x