Nabi Ka Zikar Hi Lyrics - Umair Zubair Qadri

By: 

Nabi Ka Zikar Hi Lyrics

Naat Khawan: Muhammad Umair Zubair Qadri

Nabi Ka Zikar Hi, Khuda Ka Zikar Hai,
Nabi Ki Baat Hi, Khuda Ki Baat Hai…

Ya Dulha Keh Diya, Toh Sabit Ho Gaya,
Nabi Ka Haath Hi, Khuda Ka Haath Hai.

Nabi Ka Zikr Hee, Khuda Ka Zikr Hai…
Nabi Ki Baat Hee, Khuda Ki Baat Hai…
Salle Ala Nabiye Na, Salle Ala Muhammadin,
Salle Ala Shafiye Na, Salle Ala Muhammadin…

Hum Pay Aisi Aata Hai Nabi Ki, Bhool Jayein To Kaisay,
Humko Khatray Darayein Gay Kaisay, Pass Aayein Gay Kaisay,
Yeh Aankhein Num Nahin, Koi Bhi Gham Nahin,
Karam Huzoor Ka Hamaray Saath Hai.

Nabi Ka Zikar Hee, Khuda Ka Zikar Hai…
Nabi Ki Baat Hee, Khuda Ki Baat Hai…
Salle Ala Nabi E Na, Sall E Ala Muhammadin,
Salle Ala Shafi E Na, Sall E Ala Muhammadin…

Unka Sadqa Hi Mehkay Huye Hai, Do Jahan Ke Nazaray,
Unkay Faiz E Karam Say Hai Roshan, Kehkashan Aur Sitaray,
Yeh Sari Roshni, Yeh Sari Dil Kashi,
Meray Nabi Kay Husn Ki Zakaat Hai…

Nabi Ka Zikar Hee, Khuda Ka Zikar Hai…
Nabi Ki Baat Hee, Khuda Ki Baat Hai…
Salle Ala Nabi E Na, Sal E Ala Muhammadin,
Salle Ala Shafi E Na, Sal E Ala Muhammadin…

Bay Amal Houn, Magar Meray Aaqa Nazr E Rehmat Karein Gay,
Meray Jaisay Gunahgaar Ki Bhi Woh Shifa’at Karein Gay,
Baray Azeem Hain, Baray Kareem Hain,
Woh Jinkay Haath Mein Meri Nijaat Hai…

Nabi Ka Zikr Hi, Khuda Ka Zikar Hai…
Nabi Ki Baat Hi, Khuda Ki Baat Hai…
Salle Ala Nabiye Na, Salay Ala Muhammadin,
Salle Ala Shafiye Na, Salay Ala Muhammadin…

Woh Jo Keh Dein Woh Ko Kar Rahay Ga, Yehi Kehta Hai Quran
Unka Farooqi Zinda Hai Farman, Yeh Hamara Hai Imaan,
Agar Woh Din Kahein, To Raatein Din Banain,
Kehein Woh Din Ko Raat, To Woh Raat Hai…

Nabi Ka Zikar Hi, Khuda Ka Zikr Hai,
Nabi Ki Baat Hi, Khuda Ki Baat Hai
Ya Dula Keh Diya, Toh Sabit Ho Gaya,
Nabi Ka Haath Hi, Khuda Ka Haath Hai.

Nabi Ka Zikr Hi, Khuda Ka Zikar Hai…
Nabi Ki Baat Hi, Khuda Ki Baat Hai…
Salle Ala Nabiye Na, Sallay Ala Muhammadin,
Salle Ala Shafiye Na, Sallay Ala Muhammadin…

D.O.P: Zaheer Cheku
Recorded By: Wali Son Sound & Video
Hafiz Ghulam Murtza
Editor: M. Atif – Amir Sial
Audio: Farooqi Studio


More Islamic Lyrics

  1. Mai Bhi Roze Rakhunga Lyrics - Special Collection
  2. Adventure of Life Lyrics - Khaleel Muhammad
  3. Main Madine Chala Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Neredesin (Turkish Version) Lyrics - Maher Zain
  5. He is the One Lyrics - Abdullah Rolle
  6. Allahu Allah Lyrics - Labbayk
  7. Bookshelf Lyrics - Gaith Adhami
  8. Radhitu Billahi Rabba Lyrics - Maher Zain
  9. For the Rest of My Life Lyrics - Maher Zain
  10. Special Lyrics - Abdullah Rolle
  11. Assalamu Alayka Lyrics - Maher Zain
  12. 25 Prophets Lyrics - Zain Bhikha
  13. Mamma Lyrics - Irfan Makki
  14. Marhaba Ya Mustafa Lyrics - Ahmad Hussain
  15. Every Day Lyrics - Tom Robertson
  16. Welcome to Madinah Lyrics - Khaleel Muhammad
  17. Naseeba Khol Dae Mera Lyrics - Farhan Ali Qadri
  18. Bismillah Lyrics - Native Deen
  19. Maqsad e Aalam e Hayaat e Nabi Lyrics - Naat Lyrics
  20. Rahman Ramazan Lyrics - Aamir Liaquat
  21. Maula Ya Salli Wa Sallim Lyrics - Aamir Liaquat
  22. Ban Ke Saa’el Lyrics - Farhan Ali Qadri
  23. Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Lyrics - Mohammad Mushtaq Qadri
  24. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 2-3] Lyrics - Aslam Sabri
  25. Karam Mangta Hoon Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

3 Comments
Newest
Oldest Most Voted
3
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x