Mere Aaqa Ki Shaan Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari

By: 

Meray Aaqa Ki Sab Say Bari Shaan Hai Lyrics

Unpay jaan aur dil sab hi qurba hay
Meray aaqa ki sab say bari shaan hay .

Kis main dam hay jo Taiba ko khud ja sakay
Woh bula lain to unka yeh ehsan hai.

Aarzo hay farishtoon say aaqa kahein
Choor do isko mera sana khawan hay.

Mujh sa aasi bhi mahshar main bakhsha gaya
Unkay jood o karam ka yeh faizan hay.

Lab nahin ashq madha sarai karein
Aik aashiq ki yehi to pehchan hai.

Mein bhi naatein likhoon, main bhi naatein parhoon
Aik aasi ka mudat say armaan hai.

Unki toseef bas main teray hay kahan
Tu to adna sa Tahir sana khawan hay.

Tum parho unpay har dam Durood o Salam
Meray Rub ka bhi yahi to farman hay.

Naat & Video Information

Naat Khawan: Syedf Ikram Akbar Bukhari
Album: Jashn-e-Millad
D.O.P: Rana Akram
Editor: Abdul Razaque Solangi
Producer: Syed Sabihuddin Rehmani
Director: Kashif Mughal


More Islamic Lyrics

  1. Forgive Me Lyrics - Maher Zain
  2. Pizza in His Pocket Lyrics - Zain Bhikha
  3. What You’ve Become (Feat. Sami Yusuf) Lyrics - Tom Robertson
  4. Naseeba Khol Dae Mera Lyrics - Farhan Ali Qadri
  5. Ramazan (Turkish – Türkçe Version) Lyrics - Maher Zain
  6. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Sarkar e Dono Aalam Nazar e Karam Ho Jaana Lyrics - Naat Lyrics
  8. Ku MilikMu Lyrics - Maher Zain
  9. Healed Lyrics - Gaith Adhami
  10. Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Lyrics - Mohammad Mushtaq Qadri
  11. Incha Allah (French) Lyrics - Maher Zain
  12. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab e Azeem Lyrics - Naat Lyrics
  13. ‘Asheqan Lyrics - Sami Yusuf
  14. Why? Lyrics - Ahmad Hussain
  15. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool Lyrics - Naat Lyrics
  16. Naat by Hazrat Uthman ibn Affan “Ghani” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  17. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu Lyrics - Naat Lyrics
  18. The Earth Trembled Lyrics - Voices Of Passion
  19. Hum Ko Bulana Ya Rasoolallah Lyrics - Farhan Ali Qadri
  20. Bismillah Lyrics - Native Deen
  21. Ay Kufey Waalo Mein Zainab (A.S) Hoon Lyrics - Irfan Hussain
  22. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka Lyrics - Naat Lyrics
  23. Allahumma Salli ‘ala Muhammed Lyrics - Aashiq al-Rasul
  24. Hum Apne Nabi Ke Deewane Lyrics - Ahmad Raza Qadri
  25. Taiba Taiba Lyrics - Hooria Rafiq

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

1 Comment
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
1
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x