Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Ulfat Rasool Ki Lyrics

Kyun kar na meray dil mein ho ulfat Rasool (SAW) ki,
Jannat mein lay kay jaey ghi chahat Rasool (SAW) ki.

Chalta hoon mein be qafelay walo ruko zara,
Milnay do bus mujhay bhi ijazat Rasool (SAW) ki.

Kyunkar na mere dil mein ho ulfat Rasul (SAW) ki,
Jannat mein lay kay jaey gi chahat Rasool (SAW) ki.

Phochain jo deen-o-iman Nakerain qabr mein
Us waqt meray lab pay ho midhat Rasool (SAW) ki.

Jannat mein lay kay jaey gi chahat Rasool (SAW) ki.
Kyunkar na mere dil mein ho ulfat Rasool (SAW) ki,

Qabr mein Sarkar (SAW) aayein to mein qadmoon mein giroon,
Gar farishtay bhi uthaein to mein unsay yoon kahoon,
Ab to paye naaz say mein aye farishto kyon uthoon,
Mar kay pohncha hoon yahan is dilruba kay wastay.

Tarpa kay un kay kadmoon mein mujh ko gira day shok,
Jis waqt ho lahad mein ziyarat Rasool (SAW) ki.

Jannat mein lay kar jaey gi chahat Rasool (SAW) ki.
Kyunkar na mere dil mein ho ulfat Rasool (SAW) ki,

Sarkar (SAW) nay bula kay Madina dikha dia,
Ho ghi mujhay naseeb, shafa’at Rasool (SAW) ki.

Jannat mein lay kar jaey gi chahat Rasool (SAW) ki.
Kyunkar na mere dil mein ho ulfat Rasool (SAW) ki,

Ya Rab dikha day aaj ki shab Jalwa e Habib (SAW),
Ik bar to aata ho ziarat Rasool (SAW) ki.

In ankh ka warna koi hasrat hi nahin hai,
Sarkar (SAW) tumhara woh khazaiba nazar aaye,
Ya Rab dikha day aaj ki shab Jalwa e Habib (SAW),
Ik bar to aata ho ziarat Rasool (SAW) ki.

Jannat mein lay kay jaey gi chahat Rasool (SAW) ki.
Kyunkar na mere dil mein ho ulfat Rasool (SAW) ki,

Damen mein un kay lay lo pannah aaj munkiro,
Mahengi paray ghi warna Adawat Rasool (SAW) ki.

To hai ghulam un ka Ubad-e-Raza teray,
Mahshar mein ho ghi saath himayat Rasool (SAW) ki.

Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool (SAW) ki.
Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasul (SAW) ki.

Nasheed Information:

Singer: Owais Raza Qadri

Lyrics in URDU:

Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho
Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho

More Islamic Lyrics

  1. Sout Lyrics - Hamza Namira
  2. Milad Ki Ratiyan Dhoom Yeh Thi Lyrics - Muhammad Afzal Noshahi
  3. Radhitu Billahi Rabba (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  4. Salat al-Badriyya Lyrics - Talib al Habib
  5. Proclaim The Oneness Of Allah Lyrics - Hafiz Mizan
  6. Morning Lyrics - Gaith Adhami
  7. Mawlaya Lyrics - Raef
  8. I Promise Lyrics - Harris J.
  9. Theraawo Sawaari Lyrics - Mesum Abbas
  10. Mere Aaqa Ki Shaan Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  11. I am Near Lyrics - Native Deen
  12. Meri Zanjeer Na Kehncho Lyrics - Shahid Baltistani
  13. Not In My Name Lyrics - Sami Yusuf
  14. Bagh e Jannat Key Hein Lyrics - Milad Raza Qadri
  15. Ajab Rang Par Hai Bahare Madina Lyrics - Naat Lyrics
  16. An Nabi Sallu Alai [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Muslimano Karo Khushiya Muhammad Mustafa Aaya Lyrics - Qazi Wasim Abbas
  18. Jannat Mein Lay Kay Jayay Gi Lyrics - Farhan Ali Qadri
  19. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka Lyrics - Naat Lyrics
  20. Let You Know Lyrics - Labbayk
  21. Who I Am Lyrics - Zain Bhikha
  22. Noor Wala Aaya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri
  23. Extracts of Qasida Burda Lyrics - Various Artists
  24. We are here Lyrics - Aashiq al-Rasul
  25. Na Ho Aaram Jis Bimar Ko Lyrics - Farhan Ali Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

40 Comments
Newest
Oldest Most Voted
40
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x